Friday, February 8, 2019

hisaab aur khwaab

Tang hai beetey pal,

Sust hai ratein,

Neend bhi to nahi hai,

Warna kab ke so jate.

Kaash is jahan mein khwaab na hote.

Sirf Rounak hoti par rubaab na hote.

Fir toote khwaab wajah dhoondte rehte hai

Kaash is jahan mein hisaab na hote.

No comments: