Friday, February 8, 2019

Bezuban

Tab koi kasida padne mein nakamyaab hua galib, 
jab daar e durust aur mufalasi ka farq samajhte der ho gayi
Tab khayaal unka bhi to aaya tha hame magar, 

jab ankhein masroof reh gayi to baat bezubaan ho gayi....

No comments: