Humari laakh koshishey
Na kafi hai tujhe samjhane mei
Chal hum bekhabar sahi
Tu bakhabar sahi
Na kafi hai tujhe samjhane mei
Chal hum bekhabar sahi
Tu bakhabar sahi
Teri khidmat mei yeh umeed hai
Kabi tum bhi rehmat nazar hogi
Chal mere sawaal muzr sahi
Mera imtehaan e sabr sahi.
Kabi tum bhi rehmat nazar hogi
Chal mere sawaal muzr sahi
Mera imtehaan e sabr sahi.
No comments:
Post a Comment