Wednesday, September 14, 2016

ae jafar

ae jafar ek baar aur mujhme aahen bhar de
ek baar fir se meri aankhe bhar de
ghuma la mujhe meri kadvi yaadon se
bas ek baar fir se shayari kar de..... Jay Sargotra

waqt

Raah geero ko nahi milta aashiana rehne ko kabhi, 
aur kabhi ek dhar hi hai kisi ka jahaan hota,
Chand lamho Mei hi guzar jati hai kisi ki raat kabhi,
Aur kabhi salon tak kisi ka sawera nahi hota.